Personality Development Course- All Issues

Kisi bhi manushya ki safalta ya asafalta uske vyaktitva ki aham bhomika hoti hai sabhi log samaj me safal hone ke liye apne vyaktitva nikharna chahte hai unaka vyaktitva hi unki pehchan hoti hai apne vyaktitva ke dum par hi vyakti aam logo me kuch khaas nazar aata hai pratek vyakti jeevan me kuch khaas karna chahta hai tatha kuch khaas banna chahta hai bazaar ki jarutat aura am aadmi ki maang ko dhyaan me rakhkar yeh pustika prakashit ki gayi hai bazaar me yeh apne dhang ki akeli pustak hai. Prastut pustak matra 30 din me sampurna vyaktitva vikas hetu saral evam aadhunik course par aadharit avashya pathniye pustak hai, anek chitro se susajjit yeh pustak aath bhago me vibhajit ki gayi hai prtek bhaag ko bhi chote chote sambhago me baata gaya hai sabhi sambhaag apne aap me purna hai pustak me udaharan evam case studies sahit baat ko saral evam spashtha shabdo me samjhaya gaya hai prtek din ke liye ek adhyay samanya vyakti ke samarthya evam samay anusaar likha gaya hai. Yeh pustak vyaktitva vikas ke gur se otprot hai.(The success or failure of any human being plays an important role in his personality.Everyone wants to improve their personality in order to be successful in society, their personality is their identity.On the basis of his personality, the person appears to be very special in the common people. Every person wants to do something special in life and wants to be special.Keeping in mind the demands of the market and the common man's demand, this booklet has been published. It is the only book of its kind in the market.The book presented is surely a readable book based on simple and modern courses for complete personality development in just 30 days.This book, decorated with several pictures, is divided into eight parts. Partk is divided into smaller sections, all the shares are complete in itself.The book, with examples and case studies, has been explained in simple and straightforward words. A chapter for the day is prescribed for the readers as per the ability of the general person to write an article.This book is filled with the tricks of personality development.)