Lal Kitab (Hindi)- All Issues

Prastut pustak 'Lal Kitab' ko ek vishishth granth ke roop mein prastut kiya gaya hai. Ismein jyotish evam hasthrekha shastra ka mishran hai. Inn dono kalaaon ka nichodh ismein diya gaya hai. Ismein-1. Griho ke bure prabhav. 2. nakshatron ke bure prbhav. 3. maanglik dosh. 4. kaalsarp dosh tatha kundli dosh, ko dur karne ke upaaye vistaar mein samjhaaye gaye hain. Aise anek dosh jo manushya ki janam kundli mein paaye jaate hain jiske kaaran manushya ki pragati mein badhayein aati hain, durghatnayen hoti hain, aadi se bachne ke upaaye sujhaye gaye hain. Yeh ek atyant pathneeye pustak hai.(The present book 'Lal Kitab' has been presented as a special text. There is a mixture of astrology and palmistry.In both the arts, squeezing is given in it. In -1 Bad effects of planets 2. Bad effects of constellations 3. Mangal Defect 4. Measures to overcome Kalsarup defects and horoscope defects are explained in detail. Solutions to the faults which are found in the birth horoscope of human beings due to obstacles in human progress, accidents occur, etc. Are also given in the book. This book is very helpful.)