Shresth Sahityakaro Ki Prasiddh Kahaniya- All Issues

Bhartiye sahityakaro mein sahityakar traya - Rabindranath Tagore, Sharad Chandra aur Vibhutibhushan Bandhopadhyay tatha Hindi sahityakaro mein Chandradhar Sharma Guleri, Jayshankar Prasad aur Premchand kahaani lekhan ke strotra mein ananya hain. Inn sahityakaro ki prasidh shreshth kahaaniyan iss pustak mein sankalit hain, jo maanav mann ki bhavnaao ko udrelit karne wali hain. Prakashan ki Strot mein pratham baar Bangla aur Hindi sahityakaro ki kahaaniyon ka sangam aur sankalan hai, yeh pustak sab hi ke liye pathniye aur sangrahiyi pustak hai.(Indian Literary triad-Rabindranath Tagore, Sharad Chandra and Vibhutibhushan Bandhopadhyay and Hindi literary triad- Chandradhar Sharma Guleri, Jayshankar Prasad and Premchand's story in Indian literatures is unique in the story of writing. These famous stories of these literary writers are compiled in this book, which are about to inspire the feelings of human beings. The source of publication is the compilation of the stories of Bangla and Hindi literary writers for the first time. This book is a readable and collective book for all.)