Hasth Rekha Vigyan- All Issues

Hasthrekha shastra pracheen hrishi-muniyo dwara vishwa ko diya gaya uphar hai. Hasthrekha ka sambandh bhartiye samudrik shastra, hastha samudrik shastra tatha falit-jyotish se hai. Prastut pustak ka pradayan khyatilabdh vidwan hasthshastri shri surendra nath saxena dwara kiya gaya hai. iss pustak mein hasthrekha ki baarikiyon par prakash daala gaya hai. pustak sakaratmak evam sahayak hogi. prastut pustak mein griho ke haanikarak prabhavo ko dur karne ke uppayo ka vistrit vivechan kiya gaya hai. bhavishya ki jaankari se durghatnaon evam appatiyon se bachav ke tariko evam savdhaniyon ke vishey mein upaaye bataaye gaye hain. pustak padhne ke baad pathak apni khubiyon ke saath-saath apni kamiyon ko jaan paayega. isse usse apni khubiyon ko nikharne tatha kamiyon ko dur karne mein atyadhik sahayta prapt hogi.(Palmistry is a gift given to the world by the ancient Hashit-Munis. Palmistry is related to Indian Maritime Science, Swastika Shastra and astrology.The book presented has been made by the well-known scholar housewife, Shri Surendra Nath Saxena.This book highlights the nuances of palmistry. The book will be positive and helpful. In the book presented, the harmful effects of planets have been removed from the vest.Remedies about the methods and precautions to prevent accidents and episodes from future information.After reading the book, the reader will know his shortcomings along with his strengths. This will help him to refine his strengths and overcome the shortcomings.)