Chanakya Niti Yavm Kautilya Atrhasatra (Marathi)- All Issues

Mahapandit Chanakya ek rachnatmak vicharak the. Veh sarvshreshth arthshastri ke saath-saath mahaan raajneetigya evam katuneetigya the. Veh samraajya vinaashak bhi the tatha samrajya nirmaata bhi the. Unki 3 anupam kritiyan - chanakya neeti, chanakya sutra tatha kautilya arthashastra hain. iss pustak mein inn teeno ki vistrit vyakhya lekhak dwara prastut ki gayi hai. yeh pustak chintak, lekhak, prabandhak, sevak, shasak, prashasak, raajneetigya se lekar samaanya jan sab hi ke liye laabhdaayi tatha upyukt hai.(Mahapandit Chanakya was a creative thinker. He was a great economist and a great politician and a masterpiece.That empire was also a destroyer and the empire was also a producer. His 3 unique works - Chanakya policy, Chanakya Sutras and Kautilya economics. Detailed explanation of all three in this book is presented by the author.This book is beneficial and suitable for everyone, from the thinker, writer, manager, servant, ruler, administrator, politician to general public.) #v&spublishers