Sankshipt Bhautik Vigyan Shabdkosh Magazine - EDITORIAL BOARDAdd to Favorites

Sankshipt Bhautik Vigyan Shabdkosh Magazine - EDITORIAL BOARDAdd to Favorites

Go Unlimited with Magzter GOLD

Read Sankshipt Bhautik Vigyan Shabdkosh along with 8,500+ other magazines & newspapers with just one subscription  View catalog

1 Month $9.99

1 Year$99.99

$8/month

(OR)

Subscribe only to Sankshipt Bhautik Vigyan Shabdkosh

Buy this issue $2.99

Gift Sankshipt Bhautik Vigyan Shabdkosh

7-Day No Questions Asked Refund7-Day No Questions
Asked Refund Policy

 ⓘ

Digital Subscription.Instant Access.

Digital Subscription
Instant Access

Verified Secure Payment

Verified Secure
Payment

In this issue

Important terms and their accurate explanation

Sankshipt Bhautik Vigyan Shabdkosh Magazine Description:

PublisherV&S Publishers

CategoryAcademic

LanguageHindi

FrequencyBooks

"Aaj ke jivan shaili me hum vigyan ke adbhut vastuon ka prayog har jagah dekhte hai. Aap vigyan me ruche le athawa nahi, vigyan aaj ki aadhunik jindagi me kadam-kadam par mahatvpurn bhumika ka nirvaah karta hai. Jab aap is page ko padhte hai, to is dauran bhi aap prakash ke vigyan ka prayog karte hai. Udaharan ke liye bijali ko hi le, yah ab tak ke abishkaro me sabse jyada mahatavpurn hai. Aaj jab hum kisi sarvjanik sthal par jaate hai to vaha par hame sabke haath me mobile phone dikhai padta hai. Yah electronics aur jansanchar se juda ek mahatvpuran avishkar hai. Bimaar padne par savsath hone ke liye hame davaiyo ki avayshkta padti hai. Davaiyo ka avishkar aur uski jaankari jeev vigyan ki ek vishesh shakha hai. Vastut: yah vigyan hi hai jo hume aaj ki aadhunik jeevan shaili se bhalibhati parichit karati hai.
“V & S Publishers” Vidhyarthiyo ke liye bhautiki, rasayan, jiv, vigyan, samanya vigyan, ganit ke takniki shabdo ke shabdkosh lekar aaye hai. Shabdo ko asani se dhundhne ke liye pustak me ‘alphabet’ kram ka prayog kiya gya hai. Sabhi gudh shabdo ke saath unke arth tatha asaan vyakhya chitro sahit is prakar ke gai hai, jise padhkar vidharthi uska pura laabh utha sake
Is shabdkosh ki rachna vishesh rup se secondary aur sr. secondary ke vidhyarthiyo ko dhyaan me rakhkar ki gai hai. Vaise pathak, jinhone kabhi vigyan ka gahan adhyayan nahi kiya hai, ve bhi is shabdkosh me di gai vyakhya, tatha sarani ko padhkar labhavanvit ho sakte hai. Shabdkosh ke akhir me nobel purskar vijeta vaigyaniko aur unke avishkaro ke bare me sanschipt jaankari di gai hai jo is shabdkosh ka akarshan aur bada deti hai.
(In today's life style, we see the wonderful things of science everywhere. Whether you are interested in science or not, science plays an important role in step-by-step in today's modern life. When you read this page, during this time you also use the science of light.Take the power only for example, it is the most important in the invention till now.Today, when we go to a public place, we have to see a mobile phone in our hands. It is an important invention related to electronics and mass communication. We need medicines to be healthy on getting sick. The invention of drugs and its information is a special branch of biology. Actually it is the science that allows us to adapt to today's modern life style. ""V & S Publishers"" has come to students with the technical terms of physics, chemistry, life, science, general science, mathematics and mathematics.The alphabet sequence has been used in the book to easily find words. With all the difficult words, their meanings and such interpretations have been done in such a way that the reader can take full advantage of it.The composition of this dictionary is particularly secondary and sir Secondary students have been kept in mind.Well the reader, who has never studied science, can also get the interpretation given in this dictionary, and reading the array.At the end of the dictionary, sophisticated information about Nobel Prize winning scientists and their inventions has been given, which gives the attraction of this dictionary bigger.)

  • cancel anytimeCancel Anytime [ No Commitments ]
  • digital onlyDigital Only
MAGZTER IN THE PRESS:View All